Page 948 - Quran-e-Kareem
P. 948
th
89th Sureh al-fajr (948) 30 para
Azaab dega 88:24(toye) yakheenan hamaari hee taraf unn sab ko aana
(1)hai 88:25(laa) phir hamaare hee zimmay unn sab ka hisaab lena hai
88:26(1AIN26-13)
SUREH AL-FAJR (MAKEEH) 30 AAYAT
Bismillah Ar Rahman Nir Raheem
Rahman o raheem khuda k naam se (Shuruu karta hun)
Khasam hai subah(2) ki 89:1(laa) aur dus raatoun ki 89:2(laa) aur juft ki
aur (3) taakh ki 89:3(laa) aur raat ki jab k wo khareeb e khatam (4) ho
89:4(jeem) zaroor ismea saaheb e aql k liye (5) khasam hai 89:5(toye) kia
tumne nahi dekha k tumhaare parwardigaar ne khoum e aad k saath
89:6(laa)(swat) jo sutuunoun waale erum k rehne waale they
89:7(laa)(swat) k waisa shaher shehroun mea banaaya hee nahi gaya
89:8(laa)(swat) aur samood k saath jinhone maydaand mea chattanoun ko
taraasha (aur unko gher banaya) tha 89:9(laa)(swat) aur firaoun k saath jo
saza k liye maykhein rakhne wala tha 89:10(laa)(swat) k in sab ne
mulkoun mea sarkashi ki thi 89:11(laa)(swat) phir unmea kharaabi ko
bohhot badhaa diya tha 89:12(laa)(swat) pass tumhaare parwardigaar ne
bhi unper azaab ka korha lagaya 89:13(laa)(jeem) beshak(8) tumhaara
parwardigaar

