Page 947 - Quran-e-Kareem
P. 947
th
88th Sureh al-ghashiya (947) 30 para
Rusva hongay 88:2(laa) mushaqatein jhelte thakey huye 88:3(laa) bharakti
huyi aag mea chale jaayenge 88:4(laa) (unhe) (1)khoulte huye chashmea ka
paani pilaya jaayega 88:5 (toye) unka khana siwaaye zari (jahannumi
khaardaar targh khaane) k aur kuch (2) na hoga 88:6(laa) jo na motha hee
karega aur na bhook se bachaayega 88:7(toye) (aur) kuch chehre uss din
khush haal (3)88:8(laa) aur apni koshish se (nihaal) hongay 88:9(laa)
aalishaan baagh mea hongay 88:10(laa) k usmea koi fuzool baat naa
sunenge 88:11(toye) usmea behta huya chashma hoga 88:12(meem) aur
usmea oonchey oonchey takht hongay 88:13(laa) aur chunay huye aab
khorey 88:14(laa) aur baraabar lagey huye takiyye 88:15(laa) aur bhichee
hui (4) massnaday 88:16(toye) to kia wo oont ki taraf nahi dekhte k wo
kyun ker payda kiya gaya 88:17(wao qaaf fa) aur aasmaan ki taraf (nahi
dekhte) k wo kyun ker bulandh kiya gaya hai ? 88:18(wao qaaf fa) aur
pahaardoun ki taraf (nahi dekhte) k wo kyun ker qaayem kiye gaye hai
88:19(wao qaaf fa) aur zameen ki taraf (nahi dekhte) k wo kyun ker
phaylaayi gayi hai ? 88:20(wao qaaf fa) pass nasiyyat karo (toye) (qaaf fa)
tum to faqat nasiyyat karne waale ho 88:21(toye) tum unnper koi daarogha
to ho nahi ? 88:22 (laa) siwaaye uss shaks k jo rogardaan ho aur kaafir
hogaya 88:23(laa) k allah usko bohhot bura

