Page 149 - Quran-e-Kareem
P. 149
th
th
4 Sureh An-Nisa (149) 5 para
Baythe rehne waaloun per barhi buzurgi dee hai 4:95(laa) ye uski taraf se
darjey hai aur maghferat hai aur rehmat hai (toye) aur allah badha
bakhashne wala (aur) rehem karne wala hai 4:96(13AIN5-10) beshak(1) wo
log jinka khaatema farishtey uss haal mea karte hai k wo apni jaanoun per
sitam torne waale ho (to) un se kehte hai k tum kiss haal mea they ? wo
jawaab dete hai k hum iss zameen mea kamzor kardiye gaye they (toye) (to
farishtay) daryaaft karte hai k kia allah ki zameen lambi chauri na thi (2) k
tum usmea hijrat karjaatey? Pass unhee ka thikaana jahannum hai (toye)
aur wo buri baazgasht hai4:97(laa) siwaaye unke jo mardoun aur aurtoun
aur bachoun se waaqeyan bebass na koi heela(bahaana) karsakey aur na
koi raasta paaye 4:98(laa) pass khareeb hai k khuda aisoun se darguzray
aur khuda barha darrguzarr karne wala (aur) badha bakhashne wala hai
4:99 aur jo shaks raah e khuda mea hijrat karega to wo zameen mea badhi
wussaat aur kashaayesh (asaaniya) paayega (toye) aur jo khuda aur rasool

