Page 217 - Quran-e-Kareem
P. 217
6 Sureh Al-Anam (217) 7 para
th
th
Aur us din ko (bhi jisdin) fermayga ho aur hojayega (toye) uska qol haq
hai (toye) aur jisdin soor poonka jayega ikhtiyaar ussi ka hoga (toye) ghaib
ka aur huzoori ka wo alam hai (toye) aur wo sahib-e-hikmat-o-khaber hai
6:73 aur (uswaqt ko yaad karo) jiswaqt ibraheem ney apney baap (yani
chacha) azer se kaha kia tum buton ko khuda banatey ho (jeem) mein
tumko aur tumhaari qaom ko khuli gumrahi mein dekhta hoon 6:74 aur
ustarhan hum ibraheem ko aasman aur zameen ki saltanat dikhaney lagey
taakey wo yaqeen kerney walon mein se hojain 6:75 phir jab raat unper
chahgai tu unhoney ek sitara dekha (jeem) (tu apni qaom se) poocha
(jeem) kia mera perwerdigaar yehi hai phir jab wo ghuroob hogaya
fermaya k mein ghuroob hojaney walon ko pasand nahi kerta 6:76 phir jab
chand ko chamaktey dekha daryaft kia k aya ye mera rab hai phir jab wo
ghuroob hua fermaya k ager merey perwerdigaar ne mujhey hidaayat na ki
hoti tu mein bhi zaroor gumrahon mein se hojata 6:77 phir jab sooraj ko
chamaktey dekha deryaft kia k aya ye mera perwerdigaar hai k sab se bara
hai (jeem) phir jab wo ghuroob hogaya tu fermaya k aye meri qaom mein
tu in sab cheezon se jinko tum

