Page 239 - Quran-e-Kareem
P. 239
th
th
7 Sureh Al-A’raf (239) 8 para
diltang na ho 7:2 (aye bandon) jo kuch tumhaarey rab k pass se tumhaari
taraf nazil kia gaya hai uski peravi karo aur khuda ko chordhker aur yaron
ki peravi na karo (toye) tum bohhot kam naseehat pakertey ho 7:3 aur
kitni bastiyon ko hum halak kerchukey hain pus hamarey azaab ney unko
raton raat alia tha (ya dinmein) jabkey wo gelola mein they 7:4 phir
jiswaqt unper hamara azaab aya unka wawela uskey siwa kuch (bhi) na tha
k uskey qael hogaye k beshak hum zalim they 7:5 pus hum unsey bhi
zaroor baaz puruus karengey jinki taraf rasool bhejey gaye they aur
rasooloun se bhi zaroor hum baaz puras karengey 7:6 (laa) aur hum ilm k
sath unsey bayan kerdengey (kyunkey) hum ghaayeb tu they hi nahi 7:7
aur ussdin ki tol(naap tol) berhaq hai (jeem) pus jiski naikiyan bhaari
hogayin wohi tu kamiyab hain 7:8 aur jiski naikiyan halki hogain wo wahi
hain jinhoney hamaari nishaniyon per zulm kerney k sabab apney aap ko
nukhsaan pohonchaya 7:9 aur beshak humney tumko zameen mein qaboo
dia aur usmein tumhaarey waastey saman-e-zindagi muqarrar kia (toye)
tum bohhot kam

