Page 257 - Quran-e-Kareem
P. 257
th
7 Sureh al-araf (257) 9th para
Unki khoum mea se jo barha banna chahte they unke sardaaroun ne kaha
k aye shoaib hum tumko aur tumhaare saath jo imaan laaye hai unko
apnay gaaon se zaroor nikaal denge ya tum bhi hamaare mazhab mea palat
(1) aao (toye) (hazrat shoaib ne) jawaab diya (aaya) hum (palat aayein)
goah hum nafrat karte ho 7:88agar hum tumhaari millat mea laut aaye
baad iske k allah humko usse najaat de chuka hai to zaroor hum khuda
per jhuutha bohtaan baandhne waale huye (toye) aur humko ho kia gaya
hai k hum iss deen mea laut aaye hai siwaaye iske k hamaare parwardigaar
ki khushi youn hee ho (toye)hamaare parwardigaar ka ilm her cheez per
haawi hai (toye) allah hee per humne bharosa kiya hai (toye) aye hamaare
(2) parwardigaar tu hamaare maabayn aur hamaari khoum k maabayn haq
k saath faysla farmaade aur tu (hee) sab se behtar faysla farmaane wala hai
7:89 aur unki khoum mea se jo kaafir ho gaye they unke sardaaroun ne ye
kaha k agar tumne shoaib ki pairwee ki to uss suurat mea tum bhi
yaqeenan nuqsaan uthaa ne waaloun mea se hojaaogay 7:90 phir unko
zalzaley ne (1) aa liya aur wo apnay gharoun mea baythey k baythe reh
gaye 7:91(swat) (jeem) jinhonay shoaib ki takzeeb

